Hii friends , ajke topic me hum janege “ mobile phone par jo componts lage hote hai unko kya kaha jata hai or unka working kya hai in sabhi ke bareme aj mai aapko batane vala hu .” sabse pehle aapko mai ek baat kehna chauga ki aap hamre post ko socail media per share kare or like jarur kare or website ko subscribe karle kyuki jab bhi hum koi new post karege to aapko uski notifition aapke email adress per mil jayegi.
   So chaliye ajke topic me hum jaan lete hai ki jo mobile phone ki pcb hoti hai uspar konse part lage hote hai or unka working kya hai yaneke mobile ko open karne per jo small part aapko dikhia dete hai unke bareme aj mai aapko full detailds me batane vala hu so hamare site ko jarur read kare or khaskar is article ko to jarur read kare kyuki agar mobile phone open karne per componts ke bareme hi pata nahi hoga to aap mobile phone ko repair nahi kar sakte hai isliye hamare sabhi article ko read kare.

1.     * sabse pehle ye jaan lete hai ki  smd ka fullform kya hai.  Smd ko
(surface mout technology – devices ) bhi kaha jata hai. Yaneke abhi jo new technology ayi hai mobile phone componts ko design karneki usko hum is yug me smd kehte hai. So chaliye sabse pehle ekpart le lete hai.
*coil ki pahechan kaise kare
*mobile phone repairing me use hone vale tools ke price ki jankari
*sansung mobile charging fault solutions

    So aj mai aapko niche ke topic  per jankari share karne vala hu.
·        Resistor
·        Capacitor
·        Inductor
·        Transistor
·        Diode
·        Mosfet

·        Fuse
·        Rtc crystel
·        Clock crystel
 So hum aj jo uper maine topic bataye hai ye sabhi components mobile phone ke anadr  pcb me lage hote hai so chaliye agar aapko in componts ki pehchan karna sikh gaye to aapko mobile phone repairing karne se koi nahi rock sakta hai so chaliye guiys .

1.     Resistor
digital resistor

So ajka pehla componts hai jo mobile phone ke pcb body per laga hota hai so aap uper image me dekh sakte hai ki  normal vale resistor  kaise dikhai dete hai or ajke smd type ke resistor kaise dikhai dete hai normal vale resitor me color code hote hai jisse aap unko identify kar sakte hai jinme value vagaira bhi hoti hai .


 So ajke jo amd types ke resistor hai vo aap yaha iamge me dekha sakte hai maine apko image me bataya hai ki ajke smd type ke resistor kaise dikhai dete hai. Smd me mobile phone ke pcb per 2 legs vale resistor lage hote hai . or unke symbol bhi maine aapko image me dikha diye haiso aap is tarah se inko pehchan sakte hai .

2.      Inductor (coil )

mobile phone coil

    Indutor yaneke coil ke bareme aj mai aapko batane vala hu so maine ek specail post ki hai jisako aap read karke  coil ki jankari or bhi le sakte hai.
So agar aap normal me dekhoge to images me dekho is tarh se aapko coil dikhai degi agar mobile phone ki coil ki baat karu to smd type ki jo coil hai vo aap dekh sakte hai kisi watch ki tarah dihai deti hai coil ka work kya hota hai jab kisibhi company ke mobile phone me display light fault aa jata hai iske liye inductor ka use kiya jata hai.

3.      Capacitor

digital capacitor

Capacitor 2 prakar ke hote hai jaise maine aaapko image me dikhaya hai electronic capacitor or normal capacitor so aap dekh sakte hai android mobile phone me jo componts aa rahe hai vo sab is tarah se aa rahe hai aap photo me dekh sakte hai.mobile phone me capaciotr ka use jab koi part ko current ko ek componts me se dusre componts me supply dena hota ya filter karna hota hai tab capacitor ka use kiya jata hai.

Capacitor ko check karne per beep ki ki sound ati hai jaise maan lijiye aapke pass koi ek multimeter hai or us meter ki ek probe ko gound kro ek ko us capacitor ki side se connect karo ek side beep ki sound ayegi ek side se capacitor value show karta hai.


*all post read karne ke liye is article open kare

*mobile phone speaker solutions
*samsung company mobile phone mic fault solutions

Normal ceramic capacitor ko koi plus – minus nahi hota hai aap use kaise bhi laga saakte hai jaise image me bataya gaya hai. Abhi jo new technical componts hardware daale gaye hai mobile part aap dekh sakte hai smd typpes ke capacitor aap image me dekh sakte hai .

4.     Diode

smd types diode

    Diode  ki baat kare to diode bhi 2 prakar ke hote hai ek normal types ke diode hote hai or ek smd types ke so aap image me dekh sakte hai .sad types ke diode black color me hote hai or  smd type  ke jaise dikhne vale kuch mosfet bhi hote hai jo ki computer me  motherboard b ke andar lage hote hai.  Bahut hi small hote hai.

5.     Transistor

npn transistor

Agar hum transistor ki baat kare to transistor me alag alag 2 prakar hote hai jaise ki  PNP or NPN  isake bareme mai aapko agle post me batauga normal transistor or smd type ke condencer aap image me dekh sakte hai. Transistor me check karne ke liye usme 3 pin legs hote hai jisse aap transistor ko asani se pehchan sakte hai . ye black color me hote hai  mobile phone ke pcb me so is tarh se aap inko identify kar sakte hai.

6.      Mosfet

mobile phone digital mosfet

   So aapko mosfet ke bareme bata du ki  mosfet ko aap easily pechan sakte hai jaise ki smd types kke jo ajke mosfet hai kuch is tarah se dikhai deta hai .mosfet ko 3 legs hote hai or jo abhi ke technical mosfet hai vo ic ke rupe me bhi banaye ja rahe hai. Jo second number poer mosfet image me dikhai gaye hai vo laptop or computer  me digital mosfet hai jinko aap is tarah se trace kar sakte hai.


7.     Rtc crystal or clock crystal

rtc clock crystel

Rtc crystel or ek clock crystel ke bareme batane vala hu aap image me dekh sakte hai clock crystel ap smd type me jo hamare smd coil hote hai same vaise hi dikhai dete hai sirf fark hai color ka clock crystel silver colour me dikhai dete hai or jaise maine photo me bataya hai. Clock crystel ka kaam jo aapke mobile me tip set hota hai uske liye ye clock ic hoti hai .rtc crystel black color me hote hai  4 se 2 legs hote hai ap inko mobile phone ke pcb me asani se pehchan sakte hai. Rtc yaneke real time clock  hota hai.

8.     Fuse

normal fuse

     Agar hum fuse ki baat kare to normal fuse or smd fuge hote hai .aap image me dekh sakte hai fuse bahut hi small hote hai maine aapko image me dikhaya hai fuse aapko green color me dikhai dega abhi jo smd types ke fuse hai vo small or color green me dikhai dete hai . so aap asani se inko identify kar sakte hai. So is tarah se aap  mobile phone ke pcb me componts ki pehchan kar sakte hai or unko trace kar sakte hai maiaa pko is post me hi in componts ke work ke bareme batauga ki konse part kaha lage hote hai or inka mobile phone me kya work hota hai .


*computer display fault solutions

*computer restart fault solutions
*computer on problems solutions guide



I hope dosto aapko hamari ye post acchi lagi hogi aapke liye aise hi “  mobile phone componts ki full jankari in hindi”  aise hi post aapke liye share karta rahuga so please hamare site ko subscribe kare like kare or socail media per share kare so thank you very much read my article ......

Next post : dead mobile phone kaise repair kare .