computer me restart problems ko  kaise repair Kare.


hello friends, aga aapka computer me ye problems hai computer chalte chalte restart ho Jana . ya chalu karte samay Me hi band ho Jana . Bayoset up me cpu temperature KO dekhe yadi temprature Jada hai ya restart problems hai to niche ke tarike follow kare.


          is conditions me ye vali output capister hoti hai  unko aap badal de.
  vrm ic  agar kaam nahi kar sakti hai to supply nahi milegi vrm check karna hai to is micro processer Ke working voltage KO check Karna or in vrm section
computer vrm section
Agar Jada restart ho raha hai to vrm section KO check kare
micro components KO cantrol Karna vo voltage ke anusar or us hisab se supply karna faulti hai ya aapki hit yet bahut Jada hits ho rahi hai to aapki vrm chip short hai is time me aapko chip KO badal Dena chaiye  .
aap same value vali vrm chip laga sakte hai  .register capister KO bhi aap check kar sakte hai .



 1.
kabhi kabhi capister bhi kharab ho sakti hai vrm ic me a age small capister hoti hai jissr aap badal sakte hai jisse aapka conputer ka display on nahi hota hai  .


    2.  agar computer me koi wise problems hai to aapki vrm section me capister, mospet ,ic KO check  Karna chaiye .  mospet or aju baju resistance hote hai jisse multimeter ke jariye check kare agar koi bhi problems hai to aap unko bhi change kar sakte hai . vrm section KO jaroor check kare Jada problem vrm me hi hoti hai .

 jaise hamne pehle post me batya that ki motherboard ke power supply KO kaise repair kare . is post KO jaroor padle .


"computer ke restart problem KO kaise solve kare part by 2. "


1. power supply me agar koi problems hai to aapka computer bar bar restart hota hai . power cable KO check kare kahi connection loose to nahi hai bahut se log cable KO nahi dekhte hai or repairing ke liye shop me dete hai  .so cable check kare .

2.
  smps KO bhi check Karna hai kyuki vahi power supply KO voltage, power deta hai jisse computer on hota hai . agar SMPS koi problems hai ya smps damage fault  ho gaya ho to aapka computer kaam nahi karta ya restarting problems suru ho jati hai ya computer dead ho jata hai .isliye smps KO check Karna na bhule .

3.
   agar computer system restart ho raha hai to computer Ko format kare aapki problem solve ho jayegi.

4.
   mera suggest hai KO aap motherboard ko  acchese clean kare saaf kare Jo desktop me fan hota hai use achese saf  kare motherboard par Jada dhul mitti ,dust ke vajah se computer restart ho jata hai . processor KO nikale saaf kare agar Jada hit ho raha hai to change kare.

5.
    CPU ke fan KO check kare agar CPU ka fan loose hai to CPU garm (hit) hota hai jisse comagar aisa hai to aapko processer KO badalna hai . agar aapne micro processer KO change bhi kare diya firbhi detect nahi kar pa raha hai Jo aapka MOSPET hai uske Jo wage ke get hai uspar multimeter se check kare agar kuch signal aa rahe hai to  MOSPET kharab hai agar nahi as rahe to aapko vrm section ke ic KO check Karna padega .

14.
       vrm me ek ic ke dwara vrm ic me 5 volt ka supply milta hai  agar aise me koi bhi signal nahi mile vrm ic ke to aapka display switch on nahi ho payega . so aapko output
me late huve capister KO  check Karna hai vo likhi ho sakte hai ya fule huve  bhi ho sakte hai isliye une bhi check kare or Jo bekar ka capister hai use nikalde.

    I hope ki aapko ye jankari achhi lagi ho . agar aapko kuch samaj me nahi as raha hai ya koi problems hai to aap comment karke ouch sakte hai aapke sawalo ke javab jaroor mil jayege .
  agar post acchi lage to aapke dosto ke sath is website KO content KO share kare ,like kare ,site KO subscribe kare , fir milege dosto ek naye jankari ke sath agar hamari koi galati ho rahi hai to aap hamko suggestions de sakte hai computer restart hota hai isliye fan check kare .

6. yadi computer ka fan sahi hai to micro proccessor ki kor vault vale supply capaster kharab ho sakte hai unko check kare . yadi capister sahi hai to processor  ke tapmaan ko sense karne vale tharmal dayod KO short ke liye check kare .

7.
   agar window corrupt hai ,usko repair kare ya dusri window dale .

8.
    computer me virus hone par bhi. computer restart ho jate hai  .

9. hardisk ke andar sector kharab hone ke wajah we bhi computer restart ki problem hoti hai .
10.
    yadi smps ya power supply Kharkov hai to bhi computer restart hote hai  isliye inko vrm section ke andar check kare .humne ek post ki hai ki "power supply KO kaise repair kare . "
11.
  yadi aapka computer UPS ke jariye chal raha hai to computer KO bina Ups ke chala kar dekhe . kyuki ups ki sahi supply nahi Dene par computer restart hoga .

I hope ki aapko hamari ye jankari achhi lagi hogi . agar aapki koi problems
hai ya koi sawal hai to comment kare . is  post,content KO hi update kiya jayega site par ate rahe or game bataye ki aapki hamare site se help mil rahi hai ya nahi . site KO share kare like kare subscribe kare ,like  kare fir milege naye article ke sath ........

 thanks for read my tutorial .......