Mobile phone repairing  me coil ki pahechan kaise kare
.


Hii freinds ,ajke topic me hum simply dekhege ko kisibhi company ke mobile phone me coil ki pahechan kaise karte hai . coil kya work karti hai or coil kaa kaam mobile phone me kis liye kiya jata hai jab mobile phone me koi display se related ya mobile phone on off hona ya dead 

condotion me chale jana ye sab hum is post me details me janege muje bahut se log ke comment aye ki coil ki pahechan ,capaciter ki pahechan diode inko kaise trace kiya jata hai or kaise inko repair kar sakte hai or ye jo componts hai vo kitane valu ke hote hai in sabhi ki jankari aaapko me isi site per duga aap hamare site per aate rahe.


   So chaliye dosto aapko bata deta hu ki mobile phone ke pcb per jo part lage hote hai unme ek coil bhi lagi hoti hai or us coil ki pahechan kaise kare isake bareme mai aaj aapko batane vala hu carefully hamare site ke content ko read kare.

ALSO READ : 

Mobile phone repairing me coil ko kaise trace kare repair kare.


1.   Sabse pehle coilo ka work ky hai ye jaan lete hai – mobile phone me jo bhi signal hote hai unko filter karne ka kaam coil karti hai. Jo dhara parivartit hoti hai uska virodh karti hai yaneke signal ko rokne ka kaam bhi karti hai.

2.   Coil  ko hum l  name se pahechan te hai yaneke coil ko L chinn se identify karte hai.
mobile ki boost coil

3.   Coil ki pahechan aap image me dekh sakte hai computer ke  pcb me kaise hoti hai coil or mobile phone me laptop me kaise hoti hai . so image me dekh sakte hai aap ,mobile me kaise dikhai deti hai dekh sakte hai aap so hum abhi mobile phone ke coil ki baat kar rahe hai to usi ki coil ki pahechan batai jayegi kyuki hume second ways per nahi jana hai hume to ek raaste per hi chalna hai so rasta n bhatk ne de.

Coil ki testing kaise kare .

*. Coil ko  multimeter se check karne per dodno side se beep ki awaj ani chaiye agar dono side se beep ki awaj ati hai to aapke mobile phone ki coil sahi work kar rahi hai. Agar koi ek side se bhi beep sound nahi ata hai to aapke mobile phone ki coil kharab hai chahe fir  laptop ki coil ho computer ya mobiloe ki coil ho  meter se check karne per beep ki aawj ani chaiye . coil ok hai .

Boost coil ko kaise check kare .

*> MOBILE PHONE REPAIRIRNG ME BOOST COIL black colour me dikhai degi . OR GOAL cirlce me hoti hai bahut se mobile phone me coil choukon me bhi hoti hai or puri black hoti hai .

*. Boost coil ko check karne ke liye meter ko 200 omhs  ki range me set kare . agar aap nalog multimeter se coil ko check kar rahe ho to meter ko 10 omhs ki range me set kare.

*. Boost coil  agar working condition me hogi to meter me 1.5 se lekar 2.5 tak value show karegi. Agar 1.5 se 2.5 tak value  meter me show nahi hoti hai to aapke mobile phone ki coil dead hai usko change karna hai .


ALSO READ :
* .mobile phone me coil ko kyu  istemaal kiya jata hai jab bhi koi dead mobile phone me yaneke jis mobile phone me  display light background  problems hai  us mobile me coil ka fault hota hai isliye kisi bhi company 

ka mobile phone ho agar mobile me pura black color dikhai de raha hai tab hume manna hai ki hamare mobile phone me display light fault hai us condition me hume coil ko check karna hota hai ya capaciter ya fir diode bhi kharb ho sakta hai .



I hope friends aap[ko coil kke bareme achese jankri prapt ho gayi hogi is post me hi mobile phone ppcb pe jo componts lage hote un sabke bareme agle post me batayege. So agar aapko hamari ye small si post acchi lage to aapke dosto ke sath socail media per jarur share kare . tahnks for read my tutorials.