Mobile phone ke on /off switch ko kaise repair KARE 

 Hii friends ajke topic me mai aapko batauga ki “ mobile ke on off switch ko kaise repair kiya jata hai “ yaneke hum ajke topic me koi screen touch mobile ka on ,off switch repair nahi kar rahe hai hum only jo  red  colour ka keypad hota hai yaneke china mobile chahe vo koi bhi company ka ho aap use asani se easy tarikese repair kar sakte hai .so maine jab google me search kiya to muje iska solution nahiu mila isliye aj mai aapko mobile repir ke her ek part ko kaise repair kiya jata hai or kaise aap ek acche tecnishion ban sakte hai.

               so chaliye mobile repair kaam ko sikhna koi mushkil kaam nahi hai agar aap ekbaar mobile repairing karna sikh jaoiye to aap asani se koi bhi shop kholkar paise kama sakte hai or mai bhi yahi chahta hu ki mere desh ke log baher desh ke log mobile repirirng sikh kar achhe paise kamaye unki zindagi banaye life banaye so chaliye ajke topic me hum janege “ mobile phone ke on ,off button ko kaise repair kiya jata hai “ .


mobile phone ke on/off button ko kaise tik kare .


1.     Sabse pehle aapko mobile ko dekh lena hai ki kahi mobile phone water damage ki wajah se to band nahi pada huva hai ya fir aapke red button me koi fault to nahi hai . maan lete hai ki aapka red button kharab hai ek baat dyan me rakhe ki mai only keypad vale mobile ki baat kar raha hu screen touch mobile ki process alag hoti hai isliye hum aj button ,keypad vale mobile ke bareme janage or agle article me screen touch mobile keon /off switch ko kaise repair kare iski jankari di jayegi.

also read:




2.     Sabse pehle aapko mobile ki battery ko check karna hai .agar aapke pass multimeter nahi hai to aap toung ko battery ke 3 pin hai silver color mr unko jibh per lagaye agar cureen taa raha hai to aapki battery chalu hai yaneke work kar rahi hai apke mobile ke battery me koi bhi fault nahi hai .

3.     Multimeter hai to aap battery ko is tarah check kare multimetre le lijiye ab aapke mobile ki battery le lijiye ab multimeter ko 3.7 volt per set karo aap last tak 4.2 tak multimter ko battery check karne ke liye set kar sakte hai .

4.     3.7 volt per multimetre ko set karneke baad battery ke jo 3 pins hai silver color me yanejke battery connecter unme se aap dekh sakte hai ek side me + - ka arrow likha huva hai to aapko multimetr ke red probe ko + or black probe ko minus – per connect kijiye agar aapke battery me 3.7 volt value aa rahi hai to aapki battery tik hai koi problems nahi hai aap jaise hi multimeter ko bateery ke plus or minus per multi ke red or black probe ko connect karege vaise hi aapko multimter me dekhna hai vaha aapko 3.7 volt dikhayi dege yaneke aapke  mobile ki battery me koi problewms nahi hai .

5.     So aapne battery ko check kar liya hai ab aapko mobile ko check karna hi magar use pehle ye pata lagana hai ki red button ki problems hai ya ki or problems hai uska pata kaise lagaya jaye .so koi baat nahi niche kuch tips bata raha hu jisse aap mobile ke red button me hi fault hai aapko asani se pata chal jayega .

                  mobile phone ki mic problems solutions
                  mobile ic ki puri jankari and solutions


·        Sabse pehle battery ko check kare.

·        Uske baad aapke pass koi bhi keypad ka mobile ho usme charger lagaker dekhe agar band mobile me charging show ho rahi hai or ab mobile ka red button dabaker dekhiye agar mobile on hota hai to aapkae mobile me red button ka koi fault nahi hai or agar red button ko dabane per mobile on nahi ho raha hai to samj lijiye  red   button me hi koi na koi fault hai.

·        Or ek tarika hai mobile ko chrger lagaye abhi charging show ho rahi hai red button dabane per on nahi ho raha hai to ab mobile ki battery nikalo or without battery ke charger lagao ab aap dekh sakte hai ki aapke mobile me without battery ke bhi mobile charging ho raha hai.yaneke aapke mobile me  red button ka hi fault hai .

·        So chaliye is tarah agar aapke mobile me koi fault hota hai ya aap mobile repair karte hai to is tarah agar koi bhi mobile me fault ata hai to usko kaise repair kaiya jata hai usko kaise trace kiya jata hai all in one  ato z jankari aapko isi site me di jayegi.


1.     Uper bataye tarikese agar koi bhi fault ata hai to aap is tarh se mobile repair kar sakte hai .”mobile ke red button ko on,off switch ko kaise repair kare “ .

2.     Ab mobile ko open karo .

3.     Ab aapko mobile ko trace karna hai ki kahi aapke mobile me carbonn lagne ke wajah se to red button kaam nahi kar raha hai so usko khise ya  thinner ke panise ,ya ip address  se mobile ke red buton ko clean kare maine pehle bhi aapko mobile phone ko kaise clean kare ki janakri di hai aap us post ko pd sakte hai .

4.     Agar mobile me red per carbon nahi hai or firbhi work nahi kara raha hai to mobile ke andar vale pert ko trace kare so niche step bataye hai tik se follow kare .

5.     Mobile ko on kare uske baad aapko  diode ko check karna hai red button ka fault tab ata hai jab koi diode faulti hota hai so chaliye ab aapko pata karna hai ki ye faulti diode kaha lga hai or use kaise trace kare .
6.     Sabse pehle aap direct mobile ke battery connector ke piche dekhe ya sim card ke slot ke near me dekhe aapko
mobile ke red button repair solutions
 3 pin ka ek ic jisse diode kaha jata hai .aap uper photo me dekh sakte hai . us diode ki value aapko multimeter ke jariye trace karna hai so multi le lijiye ab diode ke ek sire per black probe lagaye dusre red probe ko groud se connect kare yaneke sim ke uper jo plastic ka patra hai kahi bhi red probe ko lagaye yaneke aapko red ko groud karna hai or black se ek sira diode ke uper lagana hai . ek side agar valu aa rahi hai or dusre side value nahi aa rahi hai to aapko us diode ko short karna hai yaneke ek wire ko dusre wire se lagaye to short hota hai vaise hi aapko 3 pin ki jo ic hai use short karna hai .

7.      Jumper mashine ,iron mashine ko le or 3 pin ke diode ko short kar de ek leg ko dusre leg se jod de aapke mobile ka diode short ho jayga .
diode short repair
ab mobile ko on karke dekhe aapki problems solve ho gayi hogi .
8.     Agar firbhi kaam nahi ban raha hai to red   button ko power point se connect karna hai .

9.     Yaneke  mobile ke pcb per ek point hota hai  pwr likh hota hai ya power likha huva hota hai . usko aap mobile ke pcb per trace kare yaneke english me name hota hai  pwr  uske niche hi silver color me ek point hota hai uspoint per jumper wire se connect kare .

10.                         Pwr per jumper wire ka ek sira iron mashine se connect kare or ek sira  red button  per connect kare .

11.                        Aapke mobile ki red button fault solve ho jayegi ab mobile phone ko open kar ke dekhe problem s ka solution ho gaya hoga .

also read :

3 tarika mobile ka on /off switch kaise repair kare.

1.     Maine uper 2 tarike bata diye hai agar uper valese aapke mobile phone ki on/off switch problems solve nahi hoti hai hai to 3 tarika bhi hai or ye tarika last hai agar ye step use karke bhi red button problems solve nahi hoti hai to aapko mobile phone ki ic ko hi change karna padega .magar aap ye 3 step ko follow karege to i am sure aapka mobile red solve ho jayega .

2.     So mobile ko open kare mobile me resistance naam ka ek part hai  jo sabse small hota hai mobile ke pcb me sabse small part hai use  resistance kaha jata hai .
resistance mobile repair


3.     Resistance ka color right side se  silver  or  left side se bhi silver hota hai .  center me resistance  black color ka hota hai yaneke left –right silver center body black sabse small  use resistance kaha jata hai .

4.     So aapko pata chal gaya hoga ki resistance kise kaha jata hai ab aapko multimeter ko lena hai or  continuty per multi meter ko set kare beep ke range me set kare .

5.     Ab us resistance i value ko check krna hai multi meter ka ek sira groud se connect kare dusra sira resistance ke uper niche silver color kke side se lagaker dekhna ai or aapko red buton ko repair karne ke liye all mobile body me  1700 ke najdik value vala resistance dekhana hai .

6.      So mobile ke all resistance trace kare or jo bhi 1700 vala resistance aapko mile uske uper valesire per ek jumper wire lagaye or  erd button per jumper wire lagaye .

7.     Jis side se 1700 value de rah hai resistance us side se ek jumper or red button ke center vale circle per ek jumper lagaye .

8.      Ab aap mobile ko on karke dekhe aapke mobile ki problems solve ho gayi hogi agar firbhi aapke mobile ka on/off fault sahi nahi hota hai to aap  ic  ko change karde aapke mobile ka fault sahi ho jayega.so is tarh se aap 3 step ko follow karke “ mobile phone ke on /off problems ko tik kar sakte hai “.

I hope dosto  ye janakri aapko jarur acchi lagi hogi or please hmare content ko share kare like kare or is site ko subscribe jarur karle kyuki hum aise tips apke liye share karte rahege tabtak ke liye thanks or site per aate rahe aise hi “ mobile ke on /off switch ko kaise repair kare “  ki jankari share karte rahege .

Tag :
       “ mobile phone ke on/off switch ko kaise repaie kare “.

     “ mobile ke red button ko kaise repair kare “.