hello friends , aj aapko mobile sorting ke bareme batauga agar koi  bhi mobile sort hota hai to aapko pata nahi hota hai ki mobile phone KO kaise check kare so  aapko full jankari duga ki


 "mobile phone me kya fault ya sorting hai to kaise check kare".

 1.
   sabse pehle aapko mobile ko  open Karna hai or sabhi copontes achhe se sambhal kar rakhe . koi bhi mobile ho aapko multimeter ke jariye check Karna hota hai chahe vo mobile kisi bhi company ka ho aapko multimeter ke jariye check Karna hai .

mobile ko multimeter se  kaise check kare .
2 .
  mobile shorting check Kya hai or kaise check kare uski puri jankari aapko is post me so ja rahi hai so mobile shorting ko kaise check  kare . mai aapko ek example deta hu .
    example:  samaj lijiye ek fan hai or usme plus or minus ke arrow hai yaneke ek isme se supply ja rahi hai or plus me jakr finish ho rahi hai yaneke power chal rahi hai mager using plus or minus ko  ek mekse Jose touch kare une milaye to aapka Jo fan hai vo shorting ho jayega vaise hi mobile ka hai agar koi track ya point mobile me Jud gaya hai ya ekmekse touch ho gaya hai to mobile shorting ho jata hai .

3.
  if your mobile phone is short ,it can has various problems like it may not power on (dead), it may overhit (although it is normals in some models !), its battery may drain and discharge very fast ,it may hang and freeze frequently ,its may restart sometimes, etc . it is called short -circuit.
4.
 so aapko kaise pata chalega ga ki aapka mobile dead hai ya sorting hai . agar aapka ka mobile on nahi ho raha hai ya shorting ho gaya hai mobile hang ho raha hai ya band chalu ho raha hai ya bahut Jada hit ho raha hai ya Jada garam ho raha hai to samaj Lena chaiye ki aapka mobile shorting hai. ya fir aapki battery daalte hi fatafat discharge ho jati hai aise vakt me bhi shorting problem ho sakti hai .

5.
mobile ke shorting ki wajah kya ho sakti hai .
    agar maan lijiye aapka mobile pani me gir gaya hai or bandene kya kiya use saaf kar diya or use laga ki an mobile tik ho gaya hai or usne mobile on kar diya fir  ouch day ke baad mobile short ho Jada hai .

6. hanset overheating:
agar aapka mobile overheating ho raha hai to  samj Lena chaiye ki mobile shorting hai .
  7. trying to use an incompatible or faulti charger for charging :
 agar aapke mobile ka charger kharab hai ya dead ya chargar shorting firbhi mobile charge kar rahe hai to aise  vakt mobile me shorting ho sakti hai .isliye accha cahrger ka use kare .

8. spark or smoke coming out of the handset  due to any reason :
 maan lete hai aapke pass koi chota mobile hai or us mobile ki ic bhi small hi hogi isliye Jada power vala chargar na lagaye kiss mobile ka Jo charger accept karta  hai vahi use kare . or mobile ke dhul mitti, carbon,junk KO acchese saaf kare. is vajah se bhi shorting ho Sakta hai mobile phone .
9.
ab ek example deta hu mobile ke battery ka mobile ke battery ke e connected hote hai in 3 nomese ek plus ka or ek minus ka arrow laga huva hota hai . or bich ka connect ka bhag hai vo kya hai uska kya kaam hai so use BSI   ke naam se Jana Jada hai .
BSI:
mobile battery
   Jo battery connection ke bich ka bhag hai usak kaam bata raha hu agar BSI nahi hota to mobile kab ka fut Jada or shorting hi shorting dikhai dete .isliye BSI ke bareme Jaan le ."BSI ka kya kaam hota hai". BSI bahut important role play karta hai mobile ke andar chaliye bata deta hu kya role play karta hai .
   BSI temperature mentain karne ka kaam karta hai maan lijiye aapne koi bhi mobile raat bhar charging par laga kar diya or subah me dekha to ha mobile to til hai 100% charging bhi ho gaya hai so ye kaam BSI ka hai yaneke charging KO monitor karne ka kaam BSI karta hai so isle bereme fir kabhi batauga Hume to sorting KO check Karna hai.

"Shorting mobile ko kaise check kare  ".


1. sabse pehle multimeter KO le  lijiye . uske bad multimeter Ke chock KO continuity par rakhana chaiye . sabse main yahi baat Ryan me rakhe mobile check kare vakt .
2.
  ab  multimeter ki ek kaali pin mobile ke plus connecter par  lagaye or red vala sira minus par lagaye . ab jab aap check karoge to use pehle ohms KO check kare yane multimeter ke display
pcb body and multimeter
me dekhe ki 200 se 600 ka ohms show ga . yaneke Jo multimeter ke prop hai wire hai unko aapne laga diya to OHMs aapko display me 200 se 600 aakade dikhayega .
3.
agar 200 se 600  bata raha hai to mobile tik hai short nahi hai or agar nahi bata raha hai to mobile me jaroor koi na koi problems hai.

4.
  ab in prop KO meter ke wire KO change Karo yaneke positive ki jagah negative vala prop lagaye or negative ki jagah positive KO lagaye yaneke exchange karne dekhe .
5.
ab change karne ke bad multimeter ka display dekhe usme kuch number dikhai dekhe jaise  1 ya 900 aise number dikhai dege or firse gayab hide ho jayege . firse number nahi dikhai dege an wire KO disconnected kar dijiye firse lagaye firse vahi bumbar ayege or gayab ho jayege  agar aisa ho raha hai to maan lijiye aapka mobile short hai .
agar number aa rahe to  aapka mobile perfect hai koi short nahi hai .
9.
 mobile KO check karne ka yahi tarika hai agar mobile short hai to vaise ic vagaire me bhi problems hoti hai usaki janakari aage batauga .

"mobile ke shorting KO kaise repair kare ".

 10. pure mobile KO dismental kar de yaneke khol de  sirf body KO hi rakhe check ke liye . pure PCB KO saaf kare aap IP address ki help let sakte hai ya fir thinner hai thinner ke panise se liquid se mobile ke PCB KO achese saaf kare.
11.
 ya fir AELMA karke ek liquid at a hai uske andar mobile ko  1 -2 hours rakhe uske baad nikale or SMD MASHINE  ke jariye ya hiter mashine ke jariye hit do yaneke PCB KO garam kare .  mobile KO check karke dekhe aapki problem solve ho jayegi jadatar aise hi shorting  KO repair kits jata hai or. problem fatak se tik ho jati hai .

12.
 ek baat dyan me rahe ki ye tarika chota mota short nikalne ke liye hai agar IC vagaira me short hai to nahi niklta hai or aapki problem solve nahi ho sakti hai . isliye ic problems KO repair karneka tarika agle post me bataya jayega .

I hope ki aapko hamari ye post pasand ayi hogi . agar post acche lage ho to site KO share kare or please please comment me bataye ki aapko ye tarika kaisa laga . agar hamari koi galti ho rahi hai aapko smjane me to comment me bataye aapko isse behtar sikhaneki koshish karege .
   website KO subscribe kare , sure kare ,like kare ,or is post KO hi update kiya jayega site par aate rahe fir milege .....

 thanks for read my article .....