hello dosto ,aj mai  aapko computer ke motherboard KO repair karne ke bareme batauga . agar aapke pass laptop ya computer hai to aap is post ke jariye aapke computer ke motherboard ke no display problem KO repairing kar sakte hai. khas taur par no display ki problems ram ki wajah se bhi ati hai .



 agar aapka computer on ho raha hai or computer no display bata raha hai to NUMLOCK check kare .computer ka fan bhi chal raha hai computer on bhi ho raha hai  magar moniter par display nahi hai to NumLock check kare . so dosto neeche bataye tarike KO follow kare .

"Software ke jariye motherboard ke no display problem KO kaise repair kare" .


1. NUMLOCK LED ka states check kare yadi NUMLOCK button dabane par led on off ho rahi hai to CPU me display hai . fault monitor ya VGA CABLE ke loose KO check kare .
Computer ki restart problems kaise repair kare

2.
  yadi NUMLOCK LED dabane par on off nahi ho rahi hai to fault CPU se hai usake liye aap ram ko socket se nikalne par use saaf kare  firse laga kar dekhe ya fir ram ko change kare .

3.
 yadi aapke computer ka ram tik hai koi problem nahi hai  to CPU ke fan KO hatakar CPU KO normal hit de . yadi PC,computer ka micro processer hit nahi hai to fault aapke CPU socket hai ya fir smps ,vrm section ka hai . spms KO badal kar dekhe . CPU ke fan KO check kare ya koi CPU ka track tuta huva hai ya nahi check kare agar hai to to jumpar ke jariye repair kare .

4.
yadi aapke computer,laptop ka smps sahi hai to motherboard ke vrm section KO check kare Jo ki humne pichle post me bataya hai .

5.
yadi aapka CPU normal hit ho raha hai to dusri micro processors lagaye .  itana check karne par bhi motherboard no display bata raha hai to problem motherboard ke ram ke andar hai ya clock generater ki hai .
Motherboard ke power supply ko kaise repair kare

computer ke motherboard ke no display KO hardware ke jariye kaise repair kare. 


1.
  computer KO check kare agar motherboard continue beep de raha hai to ya fir motherboard ram KO accept nahi karta us vajah se bhi no display motherboard problems ati hai.

2.
 sabse main karan hota hai ki
capister
RAM SLOT ka ganda hona ya uspar carbonn ka jamna yaneke ram ki Jo andar barik barik pine hote hai unpar carbon jambe ki vajah se no display problem aati hai isliye unko clean kare faaf kare ya fir kisi liquid se IP ADDRESS ya THINNER ke jariye slot ka achese saaf kare.

3.
 agar ram ke slot KO saaf karne par bhi kaam nahi jam pa raha hai to Jo ram ke slot ke baju me near me cell jaise lage huve capister hai Jo ram KO supply dete hai unko check kare kyuki capister likhi ho sakte hai ya file huge ya faulti ho sakte hai isliye unko bhi badal de ya dubara se lagaye . maine aapko upar photo bhi diya hai capister ka .

4.
 agar firbhi kaam nahi bana hai to aapko mospet KO check Karna hai . Jo ram slot ke najdik hi lage  hote hai
mospet
unme bhi short problem ho sakti hai ya fir mospet ke ajubaju Jo small small components hai vo bhi kharab ho sakte hai . us jagah par resistance hai ,capister hai or small Small mospet hai une nikalkar lagaye iron ki sahayata se aap nikal sakte hai .
Mobile ke shorting problem KO kaise repair kare

5.
 agar firbhi no display bata raha hai to Jo RAM CONTROLLER  ki ic hai usko  jo aapko upar photo me bataya hai nikale or uske pink KO achese saaf kare or firse lagaye aapka kaam ho jayega . jadatar ram controller ic KO nikalne par or firse lagaye par aapka ram accept ho jayega yaneke computer ke no display problem tik ho jayegi.

7.
agar fibhi kaam nahi ban pa raha hai to ram ke slot ke bich me bade capister ke
side me ek line me small small capister hote hai unko multimeter ke jariye check kare . kyuki unko value kharab ho jati hai isliye aise no display ata hai. so in capister ki sabhi ki continuty ek jaise hi ani chaiye .agar nahi ati hai to problem hai . small capister KO SMD  mashine ke jariye hit dena chaiye aapki no display problem solve ho jayegi.
Computer ka dyan kaise rakhe

8.
agar firbhi no display motherboard bata raha hai to aapko CPU ke supply KO check Karna hai aaiye dekhte kaise check kare CPU KO .
CPU mospet
     so CPU ke Jo mospet hote hai vo likhi ho sakte hai ya open ho sakte hai Jo mospet kharab hai unko nikale or dusra lagaye ya vahi lagaye kaam ho jayega , vahipar capister lage  hote hai unko bhi change karke dekhe .

9.
agar kaam nahi huva hai to or ek chij  hai jisse aapko check Karna hai motherboard ke andar MCs hota hai usko check kare or Jo mospet MCs Khello dosto ,am mail aapko computer ke motherboard KO repair karne ke bareme batauga . agar aapke pass laptop ya computer hai to aap is post ke jariye aapke computer ke motherboard ke no display problem KO repairing kar sakte hai. khas taur par no display ki problems ram ki wajah se bhi ati hai .

 agar aapka computer on ho raha hai or computer no display bata raha hai to NUMLOCK check kare .computer ka fan bhi chal raha hai computer on bhi ho raha hai  magar moniter par display nahi hai to NumLock check kare . so dosto neeche bataye tarike KO follow kare
Software ke jariye motherboard ke no display problem KO kaise repair kare .

1. NUMLOCK LED ka states check kare yadi NUMLOCK button dabane par led on off ho rahi hai to CPU me display hai . fault monitor ya VGA CABLE ke loose KO check kare .

2.
  yadi NUMLOCK LED dabane par on off nahi ho rahi hai to fault CPU se hai usake liye aap ram ko socket se nikalne par use saaf kare  firse laga kar dekhe ya fir ram ko change kare .

3.
 yadi aapke computer ka ram tik hai koi problem nahi hai  to CPU ke fan KO hatakar CPU KO normal hit de . yadi PC,computer ka micro processer hit nahi hai to fault aapke CPU socket hai ya fir smps ,vrm section ka hai . spms KO badal kar dekhe . CPU ke fan KO check kare ya koi CPU ka track tuta huva hai ya nahi check kare agar hai to to jumpar ke jariye repair kare .
4.
yadi aapke computer,laptop ka smps sahi hai to motherboard ke vrm section KO check kare Jo ki humne pichle post me bataya hai .
5.
yadi aapka CPU normal hit ho raha hai to dusri micro processors lagaye .  itana check karne par bhi motherboard no display bata raha hai to problem motherboard ke ram ke andar hai ya clock generater ki hai .

computer ke motherboard ke no display KO hardware ke jariye kaise repair kare.

1.
  computer KO check kare agar motherboard continue beep de raha hai to ya fir motherboard ram KO accept nahi karta us vajah se bhi no display motherboard problems ati hai.

2.
 sabse main karan hota hai ki RAM SLOT ka ganda hona ya uspar carbonn ka jamna yaneke ram ki Jo andar barik barik pine hote hai unpar carbon jambe ki vajah se no display problem aati hai isliye unko clean kare faaf kare ya fir kisi liquid se IP ADDRESS ya THINNER ke jariye slot ka achese saaf kare.

3.
 agar ram ke slot KO saaf karne par bhi kaam nahi jam pa raha hai to Jo ram ke slot ke baju me near me cell jaise lage huve capister hai Jo ram KO supply dete hai unko check kare kyuki capister likhi ho sakte hai ya file huge ya faulti ho sakte hai isliye unko bhi badal de ya dubara se lagaye .

4.
 agar firbhi kaam nahi bana hai to aapko mospet KO check Karna hai . Jo ram slot ke najdik hi lage  hote hai unme bhi short problem ho sakti hai ya fir mospet ke ajubaju Jo small small components hai vo bhi kharab ho sakte hai . us jagah par resistance hai ,capister hai or small Small mospet hai une nikalkar lagaye iron ki sahayata se aap nikal sakte hai .

5.
 agar firbhi no display bata raha hai to Jo RAM CONTROLLER  ki ic hai usko nikale or uske pink KO achese saaf kare or firse lagaye aapka kaam ho jayega . jadatar ram controller ic KO nikalne par or firse lagaye par aapka ram accept ho jayega yaneke computer ke no display problem tik ho jayegi.

7.
agar fibhi kaam nahi ban pa raha hai to ram ke slot ke bich me bade capister ke side me ek line me small small capister hote hai unko multimeter ke jariye check kare . kyuki unko value kharab ho jati hai isliye aise no display ata hai. so in capister ki sabhi ki continuty ek jaise hi ani chaiye .agar nahi ati hai to problem hai . small capister KO SMD  mashine ke jariye hit dena chaiye aapki no display problem solve ho jayegi.

8.
agar firbhi no display motherboard bata raha hai to aapko CPU ke supply KO check Karna hai aaiye dekhte kaise check kare CPU KO .

     so CPU ke Jo mospet hote hai vo likhi ho sakte hai ya open ho sakte hai Jo mospet kharab hai unko nikale or dusra lagaye ya vahi lagaye kaam ho jayega , vahipar capister lage  hote hai unko bhi change karke dekhe .

9.
agar kaam nahi huva hai to or ek chij  hai jisse aapko check Karna hai motherboard ke andar MCs hota hai usko check kare or Jo
MCs slot,mospet power supply
mospet MCs KO power supply karta hai usko change kare .ya firbsmd ke jariye hit kare aapki problems solve ho jayegi . aapko sare  tarike Maine bata diye hai agar firbhi kaam nahi ban raha hai to ek akhari upay hai  solution hai .

10.
  ROM BAYO  yaneke aapke computer ke motherboard ka ROM bayo kharab hai to motherboard ram KO accept nahi karega. kyuki ROM bayo corrupt bhi ho sakta hai.
ROM bayos ic
ROM bayos ki chip 8 pin ki hoti hai jaise Maine photo me bataya hai usko aap REPROGRAMING kare aapki no display problem 100% tik ho jayegi.

I hope ki aapko hamare content pasand aa rahe hai . hamko jitani jankari this aapko bata do hai aglr post me or bhi point bataye jayege is hi post me . agar aapka koi sawal hai to comment kare site KO share kare , subscribe kare,share kare fir milege ....

thanks for read my tutorial.....O power supply karta hai usko change kare .ya firbsmd ke jariye hit kare aapki problems solve ho jayegi . aapko sare  tarike Maine bata diye hai agar firbhi kaam nahi ban raha hai to ek akhari upay hai  solution hai .

10.
  ROM BAYO  yaneke aapke computer ke motherboard ka ROM bayo kharab hai to motherboard ram KO accept nahi karega. kyuki ROM bayo corrupt bhi ho sakta hai.
ROM bayos ki chip 8 pin ki hoti hai jaise Maine photo me bataya hai usko aap REPROGRAMING kare aapki no display problem 100% tik ho jayegi.


I hope ki aapko hamare content pasand aa rahe hai . hamko jitani jankari thi aapko bata di hai agle post me or bhi point bataye jayege is hi post me . agar aapka koi sawal hai to comment kare site KO share kare , subscribe kare,share kare fir milege ....

thanks for read my tutorial.....